Site visit, drawing aur neev
- Site visit aur size
- Drawing aur quotation
- Pedestal + anchor bolts
- Columns: level aur plumb check
Kaam kaise hota hai
Site visit, drawing, fabrication, crane se erection aur sheeting: har step hamari apni team.

01/04Neev aur drawing
01Kaam kaise hota hai
Photo me poora kaam. Har step hamari apni team karti hai.
01Hum site dekhte hain, size aur load ke hisab se drawing banate hain. Neev me foundation bolt lagte hain, phir columns khade hote hain.
02Hydra crane se bhari rafter upar, ridge par joint. Purlin aur bracing se dhancha mazboot.
03Colour-coated, fiber ya skylight sheet: aapke kaam ke hisab se. Roof par kaam safety belt ke saath.
04Shutter, gate, cladding aur safai. Shed aapke haath me, kaam shuru.
02Har step me
03Contact